[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Ghata Ghir Ghir Ke Song Lyrics

Ghata ghir ghir ke chhai hai
To fir barsat bhi hogi
Ghata ghir ghir ke chhai hai
To fir barsat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi

Jawani aa gayi to dil se
Dil ki baat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi
Ghata ghir ghir ke chhai hai
To fir barsat bhi hogi

Jawani aa gayi to dil se
Dil ki baat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi
Bahut ghabra raha hai dil
Ladakpan jane wala hai
Bahut ghabra raha hai dil
Ladakpan jane wala hai

Jawani ka wo tufani
Zamana aane wala hai
Jawani ka wo tufani
Zamana aane wala hai
Jo aata hai to aane do

Mohabbat ko muskurane do
Mohabbat ka jo din aaya
To fir se raat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi
Ghata ghir ghir ke chhai hai
To fir barsat bhi hogi

Jawani aa gayi to dil se
Dil ki baat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi
Bachaye kis tarah dil ko
Mohabbat ke jhamele se

Bachaye kis tarah dil ko
Mohabbat ke jhamele se
Bina takraye kab koi bhala
Nikla hai mahle se
Bina takraye kab koi bhala
Nikla hai mahle se
Agar sine me ek dil hai
Chalna bach ke muskil hai

Khabar kya thi hume ulfat
Me aisi baat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi
Ghata ghir ghir ke chhai hai
To fir barsat bhi hogi
Ghata ghir ghir ke chhai hai
To fir barsat bhi hogi
Jawani aa gayi to dil se
Dil ki baat bhi hogi
Ji ha hogi ji ha hogi.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Talaash (Year - 1957)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]