[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Lehron Pe Lehar Ulfat Song Lyrics

Laharo pe lahar, ulfat hain jawan
Rato ki sahar, chali aao yaha
Sitare timtimate hain, tu aaja aaja
Machalti ja rahi hain ye havaye aaja aaja
Laharo pe lahar, ulfat hain jawan
Rato ki sahar, chali aao yaha

Sulagti chandani me tham
Rahi hain tujh pe najar
Kadam ye kis taraf badhate
Chale jate hain bekhabar
Zamane ko hain bhule ham
Ajab si khvab ye safar
Laharo pe lahar, ulfat hain jawan
Rato ki sahar, chali aao yaha

Na jaane konsi rahe
Hamara kon sa hain jaha
Sahare kiske ham dhundhe
Hamari majil hain kaha
Sada dil ki magar kahti hain
Meri duniya hain yaha
Laharo pe lahar, ulfat hain jawan
Rato ki sahar, chali aao yaha.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Chhabili (Year - 1960)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]