[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Hai Yeh Wohi Aasman Song Lyrics

Hai yeh wohi aasman
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi

Ab yahi kahta hai dil dur kahi ja baso
Dur kahi ja baso
Us jagah jaha koi apna paraya na ho
Apna paraya na ho
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi

Jinkja mera sath tha chhod gaye rah me
Chhod gaye rah me
Kaise bulahu unhe dard nahi ah me
Dard nahi ah me
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi

Sang the hu mtum wo din lau kaha se bhala
Lau kaha se bhala
Bichade hue fir mile ab to yahi hai dua
Ab to yahi hai dua
Hai yeh wohi aasman.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Char Chand (Year - 1953)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]