[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Khulla Asmaan Song Lyrics

Chhin le chura le khushiyo
Ko aaj tu mana le
Chhu le khawahiso ko
Jine ka aaj tu maja le
Waqt ne ki hai maharbani
Zindagi se ab kar le manmani
Zara khul ke tu ji le yaha
Khulla asmaan be
Parwah shama
Udana hai humko
To udana hai
Khulla asmaan be
Parwah shama
Udana hai humko
To udana hai

Pas mere aaja main chahu
Kuchh tujhe batana
Mere paas hi hai khoya
Hua tera khajana
Tujhe dena hai mauj sari
Karle mere sang ab tu yaari
Milke hum ro le hans le zara
Khuala asmaan be
Parwah shama
Udana hai humko
To udana hai
Khulla asmaan be
Parwah shama
Udana hai humko
To udana hai

Waqt ne ki hai maharbani
Zindagi se ab kar le manmani
Zara khul ke tu ji le yaha
Khulla asmaan be
Parwah shama
Udana hai humko
To udana hai
Khulla asmaan be
Parwah shama
Udana hai humko
To udana hai.a



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Chain Kulii Ki Main Kulii (Year - 2007)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]