[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kyon Ji Mujhe Pehchana Song Lyrics

kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana

kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana
mai bhi dilwala, kisi ka matwala
jara meri bhi sun ja na aa

kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana
mai bhi dilwala, kisi ka matwala
jara meri bhi sun ja na aa
kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana

jaao na meri surat per
ye sab hai jardish ka asar
jaao na meri surat per
ye sab hai jardish ka asar
andar se kuch aur hu mai
aata hu kuch aur najar

kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana
mai bhi dilwala, kisi ka matwala
jara meri bhi sun ja na
kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana

sidhi sidhi rah nahi
aur manzil ki chah nahi
sidhi sidhi rah nahi
aur manzil ki chah nahi
hum to hai pyar ke parvane
jaan gayi parvaah nahi

kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana
mai bhi dilwala, kisi ka matwala
jara meri bhi sun ja na
kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana

dil hai dil per marta hu
baat bhi sachi karta hu
dil hai dil per marta hu
baat bhi sachi karta hu
galat na samjho aaj agar
samne aaker darta hu

kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana
mai bhi dilwala, kisi ka matwala
jara meri bhi sun ja na
kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana
kyo ji mujhe pahchana
o ho, nahi pahchana.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Boy Friend (Year - 1961)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]