[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Sharabi Ja Song Lyrics

Sharabi ja ja ja
Sharabi ja ja ja
O deewaane tu kya jaane
Muhobbat ka nasha hai kya
Sharabi ja ja ja
Sharabi ja ja ja

Teri chhoti surahi
Mein rakha hai kya
Teri chhoti surahi
Mein rakha hai kya
Kabhi chad ke na utare
Kuchh aisi pilaa
Kabhi chad ke na utare
Kuchh aisi pilaa
Sharabi ja ja ja
Sharabi ja ja ja

Dilawaale piyaalon
Se peete nahin
Dilawaale piyaalon
Se peete nahin
Juthe khwaabon ki
Duniya mein jeete nahin
Juthe khwaabon ki
Duniya mein jeete nahin
Sharabi ja ja ja
Sharabi ja ja ja
O deewaane tu kya jaane
Muhobbat ka nasha hai kya
Sharabi ja ja ja
Sharabi ja ja ja

Meri pyaas abhi tak baaki hai
Mera aanewala saaqi hai
Mera saaqi hai
Mera saaqi hai
Saaqi aa aa bhi ja
Saqi aa aa bhi ja
Saqi aa aa bhi ja
Saqi aa aa bhi ja
Saqi aa aa bhi ja.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Bhai Bhai (Year - 1956)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]