[singer;-Mohammad Rafi]
Itani haseen itani jawaan raat kya kare – 2
Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare
Itani haseen itani jawaan raat kya kare
Saanson mein ghul rahi hai kissi saans ki mahek – 2
Daaman ko chhoo raha hai koyi haath kya kare – 2
Itani haseen itani jawaan raat kya kare
Shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake – 2
Hairaan hain ki aaj nayi baat kya kare – 2
Itani haseen itani jawaan raat kya kare