[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Aayi Jawaani Jiya Lehrayein Song Lyrics

Jiya lehrayein aayi jawaani
Jiya lehrayein aayi jawaani
Jiya lehrayein
Piya ghar jana sajan ghar jana
Piya ghar jana sajan ghar jana
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein

Sakhiya saheliya ho gayi suhagan
Sakhiya saheliya ho gayi suhagan
Haye o mora jiya lalchaye
Haye o mora jiya lalchaye
Pee ke chunar bin suni suni lagu
Pee ke chunar bin suni suni lagu
Sundar sawanva mere man bhaye
Sundar sawanva mere man bhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein

Piya ghar jana sajan ghar jana
Piya ghar jana sajan ghar jana
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Nahikar ki galiyo mein
Kuch na suhaye
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein
Aayi aayi jawaani jiya lehrayein.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Bahen (Year - 1941)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]