[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Rangeen Tha Mera Pyar Song Lyrics

Rangeen tha mera pyar
Abhi kal ki baat hain
Daaman mein thi bahar
Abhi kal ki baat hain

Rakha kadam chaman mein to
Mausam badal gaya
Rakha kadam chaman mein to
Mausam badal gaya
Phool ka khaab nikhar
Abhi kal ki baat hain
Rangeen tha mera pyar
Abhi kal ki baat hain

Kaante bichhe huye hain
Jawani sej pe
Wo the bhale bahar
Abhi kal ki baat hain
Rangeen tha mera pyar
Abhi kal ki baat hain

Peeta hoon ab sharab to
Hota nahi nasha
Peeta hoon ab sharab to
Hota nahi nasha
Paani mein khakh maar
Abhi kal ki baat hain
Rangeen tha mera pyar
Abhi kal ki baat hain.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Baharo Phool Barsao (Year - 1972)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]