[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Song Lyrics

Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Hotho se jab jab wo murli lagaye
Hotho se jab jab wo murli lagaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Sakhi ro fir tu hi bata
Sakhi ro fir tu hi bata
Dil kaise na koi hare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Kitna bhi koi manwa ko roke
Kitna bhi koi manwa ko roke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Sakhi ri koi bas na chale
Sakhi ri koi bas na chale
Jab mohan ki bansi pukare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Baap Bete (Year - 1959)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]