Chorus:
La la la la la (2)
Ah ah ah (3)
Girl:
Ye kaisi mulakat hai,
mein kis khumar me hou (2)
Tun aake, jaa chuka hai,
mein inteza~ar mein houn
Boy:
Yeh kaisi mulakat hai, mein,
kis khumar mein houn (2)
Tun aake jaa chuki hai,
mein intezar mein houn
Girl:
Yeh kaisi mulakat, mein,
kis khumar mein houn
Yeh kaisi mulakat hai
Girl:
Kabhie sharmaaoun,
kabhie ghabaraaoun
Kabhie anjaane~, gale lag jaaoun
Chorus:
La la la la la
Girl:
Ha, kabhie sharmaaoun,
ho kabhie ghabaraaoun
Kabhie anjaane, gale lag jaaoun
Boy:
Hey, yeh kya masti,
yeh kya alaam hai
Humein behekaaye,
kaisa mausom hai
Girl:
Yun khiza mein, lag raha hai
Mein bahaaar mein houn
Boy:
Yeh kaisi mulakat hai,
mein, kis khumar mein houn
Yeh kaisi mulakat hai
Chorus:
La la la la (shehenaayi)
Boy:
Hey jise mein chaahoun, vo dil jaani tun
Tera raja mein, ha meri rani tun (Repeat)
Girl:
Ha~, naya jorda hai, nayi saari hai
Nayaa bangla hai, nayi ghardi hai
Deewani mein na khudke, ikhtiyar mein houn
Boy:
Yeh kaisi mulakat hai,
mein kis khumar mein houn (2)
Tun aake jaa chuki hai,
mein intezar mein houn
Girl:
Yeh kaisi mulakat hai,
mein, kis khumar mein houn
Tun aake jaa chuka hai,
mein intez~ar mein houn
Yeh kaisi mulakat hai,
mein Kis khumar mein ho~un