[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Hai Kya Shararat Song Lyrics

Hai kya shararat kya ada hai
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat

Halka halka dard jaga kar
Mere dil mein pyar ka
Kabhi palat ke hal na puchha
Haye dile bimar ka
Haye re yeh bakpan
Mathe pe kyu hai shikan
Kya baat hai janeman
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat

Baat baat par aise hasna
Baat baat par ruthna
Pyar tumhare dil mein bhi hai
Khuda bulaye jhuth na
Dil tod ke yu na ja
Sun bhi le o dilruba
Meri hai kya iltiza
Zalim ne mar dala
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat


Tags : Hai Kya Shararat song lyrics, hindi songs lyrics, Hai Kya Shararat lyrics from movie Jung Aur Aman (1968), Hai Kya Shararat hindi lyrics

Hai Kya Shararat Song Youtube Video



Hai Kya Shararat DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Jung Aur Aman (Year - 1968)
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Anjaan
Music Composer : G.S. Kohli
Music Director : G.S. Kohli
Director : Nanabhai Bhatt
Music Label : Saregama
Starring : Dara Singh Randhawa, Mumtaz, Jayant, Murad, Nadira, Rajan Haksar, Mohan Choti


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]