[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Mausam Hai Taza Taza Song Lyrics

Mausam hai taza taza
Mausam hai taza taza raja tu bol de
Mausam hai taza taza
Mausam hai taza taza raja tu bol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza

Mausam bulaye tujhe kaliyaan khilake
Tum se jawab maange akhiyan milke
Mausam bulaye tujhe kaliyaan khilake
Tum se jawab maange akhiyan milke
Nazron mein rang jitne
Nazron mein rang jitne naino me ghol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza

Ulfat gunaah hai to mein gunhegaar hun
Dil jo ho bepanah to mein parizaar hun
Meethi muskan zara
Meethi muskan zara hothon pe tol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza

Mil ja tu aisi jaisa tera pata na chale
Zamana laakh dhundhe tera pata na chale
Mil ja tu aisi jaisa tera pata na chale
Zamana laakh dhundhe tera pata na chale
Yeh saari duniyadaari
Yeh saari duniyadaari dil anmol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza raja tu bol de
Thandi hawayein aayi khidkiyaan khol de
Mausam hai taza taza


Tags : Mausam Hai Taza Taza song lyrics, hindi songs lyrics, Mausam Hai Taza Taza lyrics from movie Jai Shree (1956), Mausam Hai Taza Taza hindi lyrics
Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Jai Shree (Year - 1956)
Singers : Asha Bhosle
Song Lyricists : Gopal Singh Nepali
Music Composer : Chitragupta Shrivastava
Music Director : Chitragupta Shrivastava
Music Label : Saregama


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]