[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Jahaan Prem Ka Song Lyrics

Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale

Kaun nadi ki ham hain laher
Kaha aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham naahi
Aisa milan hamaara
Bin charanon mein
Ab na ghar na pare jahaan
Prem ka paavan diyara jale

Jis ka naahi apna koi
Jo kah de use apna le
Us ki karuna us ki daya
Ka utare na karaj utaare
Jiya jahaan hai vahi ji mare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale


Tags : Jahaan Prem Ka song lyrics, hindi songs lyrics, Jahaan Prem Ka lyrics from movie Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977), Jahaan Prem Ka hindi lyrics

Jahaan Prem Ka Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (Year - 1977)
Singers : Hemlata (Lata Bhatt)
Song Lyricists : Ravindra Jain
Music Composer : Ravindra Jain
Music Director : Ravindra Jain
Director : Lekh Tandon
Music Label : Ultra
Starring : Madan Puri, Prem Krishen, Rameshwari


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]