[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Song Lyrics

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Song Lyrics
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (2 votes, average: 3.00 out of 5)

Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Hausala karate hai lekin hausala hota nahi
Warna in tsaro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in tarso bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi


Tags : Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa song lyrics, hindi songs lyrics, Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa lyrics from movie Parchhaiyan (1997), Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa hindi lyrics

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Parchhaiyan (Year - 1997)
Singers : Ustad Ghulam Ali
Song Lyricists : Saghar Siddiqui
Music Composer : Ustad Ghulam Ali
Music Director : Ustad Ghulam Ali
Music Label : Venus Records


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]