[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Sabhi Ko Khuda Ki Song Lyrics

Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Zamane ki is bewfayi ne mara
Zamane ki is bewfayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Teri yaad aayi
Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki is duhayi ne mara
Tere naam ki is duhayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Zamane ki is behayai ne mara
Zamane ki is behayai ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara


Tags : Sabhi Ko Khuda Ki song lyrics, hindi songs lyrics, Sabhi Ko Khuda Ki lyrics from movie Dilbar (1994), Sabhi Ko Khuda Ki hindi lyrics

Sabhi Ko Khuda Ki Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Dilbar (Year - 1994)
Singers : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director : B. Krishna Rao
Music Label : Tips Music
Starring : Rishikesh Raj, Mamta Kulkarnin, Suresh Oberoi, Johny Lever


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]