[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Dil Leke Jaan Leke Song Lyrics

Dil leke haan jaan leke haan
Teri gali mein main aa gaya
Dil leke haan jaan leke haan
Teri gali mein main aa gaya
Aaja agar tujhe aana hai
Wapas mujhe nahin jana hai
Mushkil yeh wada nibhana ha
yeh soch le saathiya
Dil leke haan jaan leke haan
Teri gali mein main aa gayi
Aaja agar tujhe aana hai
Wapas mujhe nahin jana hai
Mushkil yeh wada nibhana hai
Yeh soch le saathiya

Haal aisa rahega agar
Hum to dewane ho jaayege
Haal aisa rahega agar
Hum to dewane ho jaayege
Humko dhoondhegi duniya
Kahan ek duje mein kho jaayenge
Bas jo kehna tha keh liya
Bas jo sunna tha sun liya
Aaja agar tujhe aana hai
Wapas mujhe nahin jana hai
Mushkil yeh wada nibhana hai
Yeh soch le saathiya
Dil leke haan jaan leke haan
Teri gali mein main aa gaya

Mera aanchal zara thaam le
Apna saajan banalo tujhe
Mera aanchal zara thaam le
Apna saajan banalo tujhe
Baith jaa tu mere saamne
Apne dil mein basa lu tujhe
Aaj hi sab kuch karliya ji
Liya maine mar liya
Aaja agar tujhe aana hai
Wapas mujhe nahin jana hai
Mushkil yeh wada nibhana hai
Yeh soch le saathiya

Dil leke haan jaan leke haan
Teri gali mein main aa gaya
Dil leke haan jaan leke haan
Teri gali mein main aa gayi
Aaja agar tujhe aana hai
Wapas mujhe nahin jana hai
Mushkil yeh wada nibhana hai
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya
Yeh soch le saathiya.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Na Tum Jaano Na Hum (Year - 2002)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]