[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Bewajah Song Lyrics

Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil,
Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil,
Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil,
Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil,

Bewajah nahi milna tera mera,
Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa,
Bewajah nahi milna tera mera,
Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa,

Yaadon ki kaid mein,
Giraftaar ho gaya dil,
Darbadar ishq mein,
Taar taar ho gaya dil,

Bewajah nahi milna tera mera,
Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa,
Bewajah nahi milna tera mera,
Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa,

Kisi aur ko tu chaahe,
Kisi aur ko tu soche,
Is dil ko nahi yeh gawaara hai,

Purkat ka sharara hai,
Kaisa angaara hai,
Teri tishnagi ne mujhe maara hai,

Bewaja nahi milna tera mera,
Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa,
Bewaja nahi milna tera mera,
Rehnumaa..rehnumaa..rehnumaa,

Rahe saath adhurapan,
Chaahe main jahan bhi rahu,
Kahi sabar mujhe na aata hai,
Meri berang duniya mein,
Mere saath tera hona,
Mujhe rahat kyun de jaata hai,

Bewaja nahi milna tera mera,
Rehnuma..rehnuma..rehnuma,
Bewaja nahi milna tera mera,
Rehnuma..rehnuma..rehnuma,

Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil,
Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil,
Yaadon ki kaid mein giraftaar ho gaya dil,
Darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil,

Bewajah nahi milna tera mera,
Rehnuma..rehnuma..rehnuma,
Bewajah nahi milna tera mera,
Rehnuma..rehnuma..rehnuma,



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Sanam Teri Kasam (Year - 2016)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]