[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Karwatein Badal Raha Hai Song Lyrics

Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan
Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan
Dal badal ke ja rahe hai
Dharti aasaman dharti aasaman
Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan
Kyu na ham
Kadam bada sake samay ke sath
Kyu na ham kyu na ham
Kyu na ham

Kadam bada sake samay ke sath
Kyu na chede ham
Badalti jindagi ki taal
Kyu na chede ham
Badalti jindagi ki taal
Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan
Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan

Ab na roke se rukegi
Jindagi ki raah
Ab na roke se rukegi
Jindagi ki raah
Ham nahi rukenge
Rukhati hai jaha fiza
Ham nahi rukenge
Rukhati hai jaha fiza

Ham milenge aur milenge
Kande aur kadam
Ham milenge aur milenge
Kande aur kadam
Milenge kande aur kadam
Ek ho nishana
Apna ek ho nishan
Ek ho nishana
Apna ek ho nishan
Apna ek ho jahan
Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan
Karwatein badal raha hai
Aaj sab jahan aaj sab jahan.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Hamari Baat (Year - 1943)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]