[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Main Hoon Song Lyrics

Main hoon tu hain
Aur raat hain
Main hoon tu hain
Aur raat hain
Kya baat hain
Betabiya becheniya
Har baat hain
Meri jaan aaj to
Husn bhi ishq ke
Saath hain
Main hoon tu hain
Aur raat hain

Is taraf aankhe hain meri
Us taraf wo jaam hain
Is taraf aankhe hain meri
Us taraf wo jaam hain
Pyaas logo ki bujana
Phir bhi mera kaam hain
Aankho ka nasha
Kehta hai sada
Pyalo ka nasha
Hota hain bura
Mehkasha ab nazar se
Piya teri shamat hain
Main hoon tu hain
Aur raat hain
Kya baat hain
Betabiya becheniya
Har baat hain
Meri jaan aaj to
Husn bhi ishq ke
Saath hain
Main hoon tu hain
Aur raat hain

Is taraf aawaj meri
Us taraf woh saaj hain
Is taraf aawaj meri
Us taraf woh saaj hain
Pyalo se dil mein utarna
Ye bhi ek andaaz hain
Dono ki ada juda hain juda
Dono ki sada juda hain juda
Main hoon rim jim tarnag
Pyar ki wo to barsat hain
Main hoon tu hain
Aur raat hain
Kya baat hain
Betabiya becheniya
Har baat hain
Meri jaan aaj to
Husn bhi ishq ke
Saath hain
Main hoon tu hain
Aur raat hain.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Insaaf (Year - 1987)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]