[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Deewani Deewani Song Lyrics

Deewani deewani deewani
Main to sanam teri deewani
Deewani deewani deewani
Main to sanam teri deewani

Raat hain jawan khoya tu kahan
Raat hain jawan khoya tu kahan
Rakum rakum aana
Takum takum jaana
Rakum rakum aana
Takum takum jaana
Deewani deewani deewani
Main to sanam teri deewani

Maheki jawani jaise raat rani
Tere samane teri khwabon ki rani
Ho maheki jawani jaise raat rani
Tere samane teri khwabon ki rani
Ek tum ek hum pyar ka mausam
Hone do sangam haan haan
Dil rakhanewala na koi
Karalo mann mani
Deewani deewani deewani

Raat hai jawan khoya tu kahan
Raat hai jawan khoya tu kahan
Rakum rakum aana
Takum takum jaana
Rakum rakum aana
Takum takum jaana
Deewani deewani deewani
Main to sanam teri deewani

Tere bina jaani jale zindagani
Aag ye buja na paye badalo ka pani
Tere bina jaani jale zindagani
Aag ye buja na paye badalo ka pani
Aag ye jalayegi jab tujhe payegi
Tab puchh payegi haan haaan
Ek tuhi apana lage duniya begani
Deewani deewani deewani

Raat hai jawan khoya tu kahan
Raat hai jawan khoya tu kahan
Rakum rakum aana
Takum takum jaana
Rakum rakum aana
Takum takum jaana
Deewani deewani deewani
Main to sanam teri deewani.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Aakhri Baazi (Year - 1989)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]