[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Rubaru Kyun Faaslein Hai Song Lyrics

Kyon faaslein hain darmiyan
Zindagi lethi hai imtehaan
Kyon faaslein hain darmiyan
Zindagi lethi hai imtehaan
Koi to baat hai jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai kya kahen
Koi to baat hai jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai kya kahen
Rubaru hone pe kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe kyon ajnabi na lage
Koi to wajah hai jo
Saaye ki tarha saath hai
Koi to wajah hai jo
Saaye ki tarha saath hai

Tu hai to ye jahan, haan mere saath hai
Tu hai to har khushi paas paas hai
Tu hai to ye jahan, haan mere saath hai
Tu hai to har khushi paas paas hai
Rubaru hone pe kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe kyon ajnabi na lage
Koi to wajah hai jo
Saaye ki tarha saath hai
Koi to wajah hai jo
Saaye ki tarha saath hai

Akelapan mujhe chhoo nahi pata hai
Paagal ye man mera har pal hasaata hai
Akelapan mujhe chhoo nahi pata hai
Paagal ye man mera har pal hasaata hai
Koi to baat hai jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai kya kahen
Rubaru hone pe kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe kyon ajnabi na lage
Koi to wajah hai jo
Saaye ki tarha saath hai
Koi to wajah hai jo
Saaye ki tarha saath hai.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Angel (Year - 2011)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]