[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko Song Lyrics

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

Pyar amar hai duniya me
Pyar kabhi nahi marta hai
Pyar amar hai duniya me
Pyar kabhi nahi marta hai
Maut badan ko aati hai
Ruh ka jalawa rahta hai

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

O shahjadi sapano ki
Itani tu hairaan na ho
O shahjadi sapano ki
Itani tu hairaan na ho
Mai bhi tera sapana hu
Jan mujhe ajan na ho

Janam janam ka sath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye
Janam janam ka sath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

Tu mazil mai rahi hu
Ek din tujhko paunga
Tu mazil mai rahi hu
Ek din tujhko paunga
Kaun mujhe ab rokega
Hardam yuhi aaunga

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye
Janam janam ka sath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye

Janam janam ka saath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye
Janam janam ka sath hai
Nibhane ko
Sau sau bar maine janam liye.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Tumse Achha Kaun Hai (Year - 1969)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]