[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Hawa Uda Kar Layi Song Lyrics

Hawa uda kar layi
Sawan ke sapne
Ho dil laga tadpane
Ho aaja saajan apne
Hawa uda kar layi
Sawan ke sapne
Ho dil laga tadpane
Ho aaja saajan apne

Palko ne hai pankh phailaye
Dur nagariya ud ud jaye
Palko ne hai pankh phailaye
Dur nagariya ud ud jaye
Bite din yaad dilaye
Meri ulajhi lat ne
Ho dil laga tadpane
Ho aaja saajan apne

Lo ghata ke bikhare
Bikhare gesu
Kaise karun main
Dil par kabu
Lo ghata ke bikhare
Bikhare gesu
Kaise karun main
Dil par kabu
Ab phulo se bhanwra bhi
Aaya hai lipatane
Ho dil laga tadpane
Ho aaja saajan apne

Mehki hawaye mast bahare
Jhum jhum ke tujhe pukare
Mehki hawaye mast bahare
Jhum jhum ke tujhe pukare
Panvo ko chum kar payal
Ab lagi chhalakane
Ho dil laga tadpane
Ho aaja saajan apne
Hawa uda kar layi
Sawan ke sapne
Ho dil laga tadpane
Ho aaja saajan apne.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Taqdeer (Year - 1958)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]