[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

O Meri Patli Kamar Song Lyrics

Oh meri patli kamar meri bali umar
Oh meri patli kamar meri bali umar
Mujhko hai pata tu chedega
Ye juth bada main hoon door khada
Mai kaise bala chedunga

Oh meri patli kamar meri bali umar
Oh meri patli kamar meri bali umar
Mujhko hai pata tu chedega
Ye juth bada main hoon door khada
Mai kaise bala chedunga
Oh meri patli kamar oh meri bali umar

Mujhko to daftar jaana hai
Daftar se tu chhutti le lega
Mujhko to daftar jaana hai
Daftar se tu chhutti le lega
Kya karunga chhutti lekar mai
Tu aankh micholi khelega

Teri mujhpe nazar mujhko hai khabar
Teri mujhpe nazar mujhko hai khabar
Mujhko hai pata tu chedega
Oh meri patli kamar meri bali umar
Mujhko hai pata tu chedega
Ye juth bada main hoon door khada
Mai kaise bala chedunga
Oh meri patli kamar oh meri bali umar

Mere ghar mein meri biwi hai
Vo mayake jaane wali hai
Mere ghar mein meri biwi hai
Vo mayake jaane wali hai
Vo saath dino mein aayegi
Par sath dino tak khali hai
Le jayega ghar mujhe bahakakar
Le jayega ghar mujhe bahakakar

Oh meri patli kamar meri bali umar
Mujhko hai pata tu chedega
Ye juth bada main hoon door khada
Main kaise bala chedunga
Oh meri patli kamar oh meri bali umar.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Aag Se Khelenge (Year - 1989)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]