[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Ye Bata Do Piya Song Lyrics

Ye bata do piya kyu
Chala mera man
Ye bata do piya kyu
Chala mera man
Kuch bhi baaye nahi
Hai ye kaisi lagan
Ye bata do piya kyu
Chala mera man
Ye bata do piya kyu
Chala mera man

Kasamkash hai yahi
Kya karu kya nahi
Kasamkash hai yahi
Kya karu kya nahi
Tu hai baram hai mera
Tu hi mera yaki
Apne hi khwabo se
Jal na jau kahi
Jal na jau kahi
Kya karu kya nahi
Dar raha hai sajan
Mera man mera man

Kuch bhi baaye nahi
Hai ye kaisi lagan
Ye bata do piya kyu
Chala mera man
Ye bata do piya kyu
Chala mera man

Zindagi tu mujhe
Le ke aayi kaha
Har gadi har jagah
Yaad ka hai duaa
Meri sanso pe hai
Teri parchaiya
Teri parchaiya le
Ke aayi kaha
Ab kare kya jatan
Mera man mera man
Ab kare kya jatan
Mera man mera man

Kuch bhi baaye nahi
Hai ye kaisi lagan
Ye bata do piya kyu
Chala mera man
Ye bata do piya kyu
Chala mera man.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Cigarette Ki Tarah (Year - 2012)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]